wazifa for protection of business

Quranic Wazifa for protection of business in Urdu- This is the best amal of Islamic wazifa for protection of business from enviors and evil. Karobar ke hifazat ki dua | dukan ki hifazat ka wazifa | karobar ko bachane ka wazifa, apne dukaan ko logon ki buri nazar aur kala amal se hifazat mein rakhne ke liye.


WAZIFA FOR PROTECTION OF BUSINESS 

There is a lot of profit in business if it is based on certain laws. However, Business is an act of worship if done according to the laws of Islam. There is peace in business when done abiding the Islamic rules and character. The Prophet peace be upon him and the Companions have also done business. Imam Abu Haneefa reh’matullahi a’laih and other pious people of Islam have done business staying within the limits of Islam. The prophet peace be upon him said that the honest businessmen will be with the Prophets.

ISLAMIC WAZIFA FOR PROTECTION OF BUSINESS 

Sometimes the business of a person gets inflicted from evil eyes of people and few enemies out of envy adopt evil practices to destroy the business. So it is very important to protect the business. Therefore, the method to do Wazifa for protection of business with Islamic things | Prayer to save my business | Dua to protect shop is as follows :

سُبحَانَ اللّٰہِ وَالحَمدُ لِلّٰہِ وَ اللّٰہُ اَکبَرُ

  • Read this dua 3 times daily before entering into the business place/shop 
  • So, do this practice for 40 days.

WAZIFA FOR PROTECTION OF BUSINESS IN URDU

Tijarat mein nafa hi nafa hai agar mujarrab usoolon par mabni ho. Tijaarat ibadat hai, ba shart hai keh shariat ke mutabik ho. Tijarat mein sarasar sukoon hai. Jab qanoon aur akhlaaqiyaat ki mukammal paasdari ki jaarahi ho. RasoolAllah sallallahu a’laihi wa sallam ne bhi tijarat ki hai aur sahaba e kiraam radiallahu a’nhum ne bhi karobar kiya hai. Imam Abu Haneefa rehmatullahi alaih aur deegar buzurgaan e deen halal rozi kamaane ke liye shariat ke daaire mein rehkar tijarat karte rahe.

QURANIC WAZIFA FOR PROTECTION OF BUSINESS 

Aur diyaanat daar taajir ki fazeelat toh khud Nabi Kareem sallallahu alaihi wa sallam ne irshad farmaya hai:

التَّاجِرُ الصَّدُو ق مَعَ النّبَِیِّن (ترمذی شریف ،حدیث نمبر1209

Imaandaar taajir qayamat mein anbiya ke saath hoga.

Basaa auqaat kaarobar ko kisi ki achi ya buri nazar bhi lag jati hai ya koi haasid apne hasad aur aapke karobaar ko band karne ke liye bure raaste ikhtiyar karne lag jata hai. Iske liye apne karobaar ki hifazat nihayat zaruri hai. Hum apko iske liye ek nihayat ahem aur faidamand wazifa batayenge.

40 dinon tak rozana 3 baar jahan apka karobar ho wahan dakhil hone se pehle yeh dua padhli jaaye toh In sha ALLAH apka karobar har buri nazar se hifazat mein rahega.

 

Get instant solution to your problems and diseases in light of the holy Quran and Hadith.  Online Istikhara, spiritual treatment, and courses by Amil Mohammad Yousuf Sahab.  Contact us +92-3232344555 ‘WhatsApp’

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.