Dua, Amal, Taweez & Istikhara By Specialist

Amil Mohammad Yousuf Sahab is an Islamic Scholar & Spiritual healing specialist who performs dua, amal,taweez works,dum, istikhara etc,. with the help of powerful Islamic wazaif taken from Quran, Hadith and transferred from the Pious Servants of Almighty ALLAH.


Dua, Amal, Taweez & Istikhara By Spiritual Healing Specialist Amil Mohammad Yousuf Sahab :

The true Scholars of Islam are not against such dua, amal, istikhara and amulets (taweez) which contain spells that are from the Hadith and the Quran if the belief is that the real curer is Almighty ALLAH himself. The spiritual healer is a means for treatment of diseases or problems.

Cure

There are several verses regarding the cure of diseases in the Holy Quran. Few of the verses are as follows :

“He will soothe the hearts of the believers. ” (The Quran Surah 9, At Taubah, verse-14).

” And a cure for the hearts – and guidance and mercy for believers.” (The Quran Surah 10, Younus, verse 57).

“Then eat from all kinds of fruits, and tread the ways of your Lord which are soft and easy for you; from their bellies comes a drink of various colors, in which is health for mankind; indeed in this is a sign for people who ponder.” (The Quran Surah 16 Al-Nahl, verse 69).

“And We send down in the Qur’an that which is a cure for the Muslims, and a mercy ” (The Quran Surah Israeel verse 82).

“And when I fall ill, so it is He Who heals me.” (The Quran Surah Ash Shua’ra Verse-80).

“It is a guidance and a cure for the believers” (The Quran Surah 41 Haa Meem Verse – 44).

From these verses, it is evident that there is a cure for all diseases. Also, the Prophet (peace be upon him) taught his companions regarding the bodily and spiritual treatment.

But it is impermissible to take spiritual healing for granted and make it a business for self desires. Many fake amils harm the prestige and money of people in the name of spiritual treatment. This is very bad.

A real amil will be punctual with his prayers, fastings and in obeying the laws of Islam. In his spells, there will be good healing power.

 Precaution

Beware of fake amils, fraudulent babas and betraying astrologers saying dialogues such as “My knowledge goes beyond seven oceans” , ” Bengal’s magic” etc,. Protect your faith by staying away from such people. May Almighty ALLAH bless and reward every Muslim men and woman with these Islamic duas and prayers. And accept the efforts of this servant. Ameen

Taweez Istikhara Dua Amal Aur Rohani Ilaj ( Amil Mohammad Yousuf Sahab):

Ahle haq ulama e kiraam aise jaiz dua, amal, istikhara, dum aur taweez ke munkir nahi jinme Quran wa Hadith ke mubarak kalimat hon aur inko khud muassir bizzaat na samjha jaye balke asbaab (Wasaayil, Ilajon) mein se ek sabab (Waseela, Ilaj) samjha jaye.

Apne masail ke hal, Rohani ilaj aur Courses ke liye rabta karein :

ALLAH taala ne Quran e Kareem mein mukhtalif maqamat par irshad farmaya :

وَيَشْفِ صُدُورَ قَوْمٍ مُؤْمِنِينَ
Al-Quran Surah 9. At-Tauba, Ayah 14
وَشِفَاءٌ لِمَا فِي الصُّدُورِ وَهُدًى وَرَحْمَةٌ لِلْمُؤْمِنِيں
Al-Quran Surah 10. Yunus, Ayah 57
 ۚ يَخْرُجُ مِنْ بُطُونِهَا شَرَابٌ مُخْتَلِفٌ أَلْوَانُهُ فِيهِ شِفَاءٌ لِلنَّاسِ
Al-Quran Surah 16. An-Nahl, Ayah 69
وَنُنَزِّلُ مِنَ الْقُرْآنِ مَا هُوَ شِفَاءٌ وَرَحْمَةٌ لِلْمُؤْمِنِينَ
Al-Quran Surah 17. Al-Israael, Ayah 82
وَإِذَا مَرِضْتُ فَهُوَ يَشْفِي
Al-Quran Surah 26. Ash-Shu’araa, Ayah 80
ۖ قُلْ هُوَ لِلَّذِينَ آمَنُوا هُدًى وَشِفَاءٌ
Al-Quran Surah 41. Ha-Mim, Ayah 44

In aayaat se sabit hota hai keh Quran mein har qism ke bimari ki shifa hai. Isi tarah ALLAH ke Nabi (sallallahu a’laihi wa sallam) ne bhi Sahaba e kiraam ko rohani aur jismani ilaj ki taleem di.

Amal aur Rohani Ilaj

Lekin is kaam ko dhandha banakar halal wa haram aur jaiz wa najaiz ki tameez khatam kardena, Rohani ilaj ke naam par dukanein sajakar logon ke imaan, izzat aur paise lootna, iski ijazat na shariat deti hai na hi akhlaqi wa muashrati iqdaar. Jo log waqayi amil hote hain, ALLAH taala se darne wale aur iski nafarmaniyon se bachne wale, toh inke dua, amal, dum aur taweez mein barkat aur taseer bhi hoti hai chahein woh kuch bhi likh dein.
Hamare ek buzurgh jo kabhi taweez nahi diya karte the, unke ek muteqad ka koi masla tha, woh inse zid lagakar baith gaya keh mai toh taweez lekar hi jaonga.
Unhone bohat samjhaya keh mein dua kardunga lekin woh manta hi nahi tha. Majbooran inhone taweez likh diya, ALLAH taala ki shaan keh uska woh masla hal hogaya. Usne yeh soncha keh zara taweez kholkar toh daikhein keh hamare hazrat ne us mein kya teer hadaf nuskha likha hai keh itna purana masla itni asani se hal hogaya hai.
Jab usne taweez khola toh andar likha tha. ” Ya ALLAH mujhe kuch aata nahi aur yeh manta nahi hai. Yeh tera banda hai, tu iska rab hai, pas tu iska kaam banadein ” .
Pata chala ke jab namaz ki pabandi ho, Rozi halal ho, Zaban aur nigah paak ho, Zikr azkaar aur tilawat ki pabandi ho toh banda khud hi amil banjata hai, usko amilon ki talash mein dar ba dar maare maare phirne ki zarurat hi pesh nahi aati.

Amil 

Quran wa sunnat mein ALLAH taala ne hamare liye aise poshida khazane rakhein hain jinki qadar wa qeemat aur taseer kabhi khatam nahi hogi aur har daur mein khush qismat log inse faiya uthate rahenge. In sha ALLAH taala . ALLAH taala hum sabko khud apne deen ka amil aur apne dar ka sayil banaye. Dar ba dar hone aur dar dar ki thokrein khane se hum sabki hifazat farmaye. (Ameen Summa Ameen. Wa Sallallahu a’lan Nabiyil Kareem Mohammadiw wa aalihi wa Sah’bihii ajmae’en)
#Dua, Amal, Taweez & Istikhara By Spiritual Healing Specialist Amil Mohammad Yousuf Sahab#

Get instant solution to your problems and diseases in light of the holy Quran and Hadith.  Online Istikhara, spiritual treatment, and courses by Amil Mohammad Yousuf Sahab.  Contact us +92-3232344555 ‘WhatsApp’

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.