Dushman ko harane ki dua

Behtreen Dushman ko harane ki dua, taweez, amal, wazifa

Dushman ko harane ki dua

Apne dushman se hifazat | dushman se bachne | dushman se aman me rehne ke liye is amal ko karein. Dushman ko harane ki dua | dushman se bachne ki dua ka tareeqa darj zeel hai:

( اَللّٰھُمَّ صَلِّ عَلٰی سَیِّدِنَا مُحَمَّدٍ صَاحِبِ الْفَرْقِ وَ الْفُرْقَانِ وَ جَامِعِ الْوَرَقِ وَ مُنْزِلِہٖ مِنْ سَمَاءِ الْقُرْاٰنِ وَعَلٰی اٰلِ مُحَمَّدٍ وَّسَلِّمْ (ذریعۃ الوصول Jo shaks rozana Subah aur sham 7, 7 martaba is Durood-e-Shareef ko padhega, wo apne dushmano se hifazat | aman me rahega aur uski taraf se unka badla ALLAH tala lega jitne ziyadati unhone uspar ki ho uske mutabik.

Dushman ko harane ka amal

Agar koi shaks apne dushman se bohat pareshan ya tang hogaya hai toh wo dushman ko harane ka amal kare:

صَلّٰی اللّٰہُ سُبْحَانَہٗ وَ بِحَمْدِہٖ عَلٰی مُحَمَّدٍ عَبْدِہٖ وَ رَسُوْلِہِ النَّبِِیِّ الاُمِّیِّ وَ اٰلِہٖ وَ بَارِکْ وَ سَلِّمْ کَمَا ھُوَ اَھْلُہٗ

  • Jo shaks har farz namaz ke baad is Durood-e-Shareef ka 7 martaba wird kare toh koi dushman uske muqabile mein kamyab na hopayega masalan Jinn O Ins, nafs  O shaitaan waghaira.

 

Dushman ko harane ka wazifa

Agar apka koi dushman apki jaan ke peeche pada hai aur musalsal apko jaan se marne ki koshihen kar raha hai aur apni harkato se baaz nahi aaraha toh usko barbad karne ke liye “Dushman ko harane ka wazifa” ka yeh amal karein. Isko karne se pehle ijazat le lein.

”Allahumma innaa nuja’luka fee nuh’oorihim wa nu’odhubika min shuroorihim”

  • Apne dushman ki tasweer saamne rakhkar is dua ko 1100 martaba padhein aur uspar dum karein.
  • Agar apne is amal ko 21 dino ke baad bhi jaari rakha toh apka dushman mar sakta hai ya kisi laa ilaaj beemari me mubtala hojayega.
Dushman ko harane ka taweez

Apne dushman ko shikast dena ho ya namurad karna maqsood ho toh Dushman ko harane ka taweez karein.

Dushman se apni aur apne aal wa aulaad aur maal ki hifazat ke liye yeh mujarrab duayein/ wazaif hain. RasoolAllah Sallallahu a’laihi wa sallam ke farmaan ka mafhoom hai keh jo shaks subah ke waqt Quran ki aakhri teen suratein Surah Ahad, Surah Falaq, aur Surah Naas 3, 3 martaba padhein wo har burayi se mehfooz rahega aur uske aal aulad aur maal ki bhi hifazat hogi.

Behtreen Dushman ko harane ki dua

Agar koi shaks sakht aazmaish mein mubtala hai. Uska dushman use jaan se marne ke liye uske sar par aa khada hai. Toh us shaks ko chahiye ke is dua ke amal ko karein. Yeh amal RasoolAllah sallallahu a’laihi wa sallam se saabit hai. Jab kuffar ne nuqsan pohunchane ke liye ap sallallahu a’laihi wa sallam ko gheir liya tha. Behtreen Dushman ko harane ki dua karein.

Allaahumma inna naj’aluka fee nuh’oorihim wa na’oodhu bika min shuroorihim
(O Allah, We position You in their chests, and we seek refuge in You from any harm that may come to us from their side)

Harr museebat ya beemari se nijat k liye Quran aur Hadis ki roshni mai pareshani ka hal haasil karein. Online Istikharah, rohani ilaj aur courses Amil Mohammad Yousuf Sahab k.  Raabte k liye +92-3232344555 ‘WhatsApp’

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.