Dua qufal six benefits

This post contains dua qufal six benefits | Islamic wazifa of dua qufal. Shash qufal ke faide | shash qufal ki fazeelat aur wazifa.


Dua Qufal Six Benefits | Islamic Wazifa Dua Qufal :

Dua qufal six, benefits: Dua e Qufal is a very good means to get rid of evil eye, troubles, and difficulties. In this dua, there is a description of ALLAH’s beautiful names. This dua can be used in the treatment of magic & to get rid of the evil eye. Whoever makes a habit of reciting it after Fajr & Maghrib prayers will have blessings in his income. And there will be protected from evil spirits as well. 

May Almighty ALLAH solve all your difficulties by the means of this dua and fulfill all your wishes that are legal. Aameen.

Islamic wazifa Dua Qufal is as follows:

Dua e Qufal no 1

بِسمِ اللّٰہِ السَّمِیعِ البَصِیرِ۔الَّذِی لَیسَ کَمِثلِہِ شَیءُُ وَ ھُوَ بِکُلِّ شَیءِِ عَلِیمُُ۔ بِرَحمَتِکَ ےَا اَرحَمَ الرَّاحِمِینَ۔ وَ صَلِّ عَلیٰ مُحَمَّدِِ وَ اٰلہِ اَجمَعِینَ۔

Allah, in the name of, who is the listener and the observer. There is nothing like him and he knows everything. With the mercy of yours O the most merciful.

Dua e Qufal no 2

بِسمِ اللّٰہِ الخَالِق العَلِیمِ۔ِ الَّذِی لَیسَ کَمِثلِہِ شَیءُُ وَ ھُوَ الفَتَّاحُ العَلِیمُ

بِرَحمَتِکَ ےَا اَرحَمَ الرَّاحِمِینَ۔

Allah in the name of who is the creator and the knower. There is nothing like him and he is the revealer, the knower. With the mercy of yours O the most merciful.

Dua e Qufal no 3

بِسمِ اللّٰہِ السَّمِیعِ العَلِیمِ۔ِ الَّذِی لَیسَ کَمِثلِہِ شَیء وَ ھُوَ الغَنِی القَدیر۔بِرَحمَتِکَ ےَا اَرحَمَ الرَّاحِمِینَ۔

ALLAH in the name of who is the listener and the knower. There is nothing like him and he is independent and is all powerful. With the mercy of yours O the most merciful.

Dua e Qufal no 4

بِسمِ اللّٰہِ العَزِیزِ الکَرِیمِ۔ِ الَّذِی لَیسَ کَمِثلِہِ شَیء وَ ھُوَِ العَزِیزُِ الکَرِیمُ۔بِرَحمَتِکَ ےَا اَرحَمَ الرَّاحِمِینَ۔

Allah, in the name of who is the dominant, and most kind. There is nothing like him and he is the dominant, kind. With your mercy O the most merciful.

Dua e Qufal no 5

بِسمِ اللّٰہِ السَّمِیعِ العَلِیمِ۔ِ الَّذِی لَیسَ کَمِثلِہِ شَیء وَ ھُوَ العَلِیمُ الخَبِیرُ۔بِرَحمَتِکَ ےَا اَرحَمَ الرَّاحِمِینَ۔

ALLAH, in the name of, who is the listener, knower. There is nothing like him and he knows and is aware of everything.your mercy O the most merciful.

Dua e Qufal no 6:

بِسمِ اللّٰہِ العَزِیزِ الَرّحِیم۔الَّذِی لَیسَ کَمِثلِہِ شَیء وَ ھُوَ العَزِیزُ الغَفُورُ۔ فاللّٰہُ خَیرُُ حَا فِظاٌ۔ وَ ھُوَ اَرحَمُ الرَّاحِمِین۔

ALLAH, in the name of who is all dominant, there is nothing like him and he is dominant, most forgiving. ALLAH is the best protector. And he is the most merciful.

Shash Qufal Ke Faide| Shash Qufal Ki Fazeelat :

Shash qufal ke faide | shash qufal ki fazeelat: Dua e Qufal buri nazar, musibat, pareshani aur tangi se nijat ka ek laajawab zariya hai. Is dua mein ALLAH tala ke pyare aur khoobsurat namon ki tafseel zikr ki gayi hai.Dua e qufal ke padhne wale ki rozi me barkat rehti hai aur shaitan ke shar se mehfooz rehta hai. Is dua ko rozana fajr aur maghrib ke baad padhein.

Allah ta’ala is dua ke sadqe sabki tamam pareshaniyon ko door farmaye aur sab ki jaiz muradein poori farmaye. Aameen.

Qufl e Awwal 1

ALLAH ke naam se shuru jo sunne wala daikhne wala hai. Us jaisi koi cheez nahi aur wo har cheez ka janne wala hai. Teri rahmat ke saath aye sabse zyada rahem karne wale.

Qufl e duwwam 2

ALLAH ke naam se shuru jo paida karne wala, janne wala hai. Is jaisi koi cheez nahi aur woh kholne wala,janne wala hai. Teri rahmat ke saath aye sabse zyada rahem karne wale.

Qufl e Suwam 3

ALLAH ke naam se shuru jo sunne wala janne wala hai. Us jaisi koi cheez nahi aur woh beniyaz aur qudrat wala hai. Teri rahmat ke saath aye sabse zyada rahem karne wale.

Qufl e Chaharum 4

ALLAH ke naam se shuru jo galba wala karam karne wala hai. Us jaisi koi cheez nahi aur wohi galba wala karam wala hai. Teri rahmat ke saath aye sabse zyada rahem karne wale.

Qufl e Panjum 5

ALLAH ke naam se shuru jo sunne wala janne wala hai, Us jaisi koi cheez nahi aur woh janta hai aur khabardaar hai. Teri rahmat ke saath aye sabse zyada rahem karne wale.

Qufl e Shasham 6

ALLAH ke naam se shuru jo galba wala hai, us jaisi koi cheez nahi aur woh galba wala bakhshne wala hai. ALLAH hi behtareen nigahbaan hai. Aur woh sabse zyada rahem karne wala hai.

 

 

Get instant solution to your problems and diseases in light of the holy Quran and Hadith.  Online Istikhara, spiritual treatment, and courses by Amil Mohammad Yousuf Sahab.  Contact us +92-3232344555 ‘WhatsApp’

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.