Tahajjud prayer benefits

Islamic Effective method dua Tahajjud prayer benefits in Urdu


Tahajjud prayer benefits

The time for Tahhajjud prayer starts after midnight when you wake up from sleep after Isha prayer. It is better to make six parts of the night. Sleep in the first three parts of the night till midnight and wake up in 4th or 5th part of the night. Then, offer Tahhajjud prayer and sleep in the sixth part of the night.

Islamic Tahajjud prayer benefits

Tahajjud is one of the unobligatory prayers of night. There are lots of Islamic Tahajjud prayer benefits. Sleep after isha prayer and wake up after midnight and offer unobligatory prayers of Tahajjud. Any Prayer offered before sleeping is not a Tahhajjud prayer. If some person is not capable of waking up after midnight. Then he can offer nafal prayers and sleep. He will get the reward of praying though it is not equal to the reward of praying Tahajjud namaz after awaking from sleep.

Effective Tahajjud prayer benefits

You can offer atleat 2 rakats or maximum of 8 rakats and on an average level 4 rakats. If you offer salah with true intention your salah will be effective tahajjud prayer benefits. There is also proof of reading 10 & 12 rakats of tahajjud but our Prophet’s peace be upon him usual habit was to offer 8 rakats tahaajjud prayers and sometimes used to read less or more. The person who has been regularly reading tahaajjud prayer must not leave it unnecessary. There is no fixed surat to be read in this prayer. It is better for Hafiz to read Quran from the beginning sequentially on a daily account so that he can complete it within a few days. Whoever is not a Hafiz but remembers big surats like Surah Baqarah, Surah Aal e Imran ya Surah Yaseen, etc. can read these surats. 

Dua Tahajjud prayer benefits:

The dua Tahajjud prayer benefits are as follows:

اللّٰهـُمَّ إِنِّىْ أَسْأَلُكَ رَحْمَةً مِنْ عن عِنْدِكَ بِهـَا قَلْبِىْ ، و تَجْمَعُ بِهـَا أَمْرِىْ، وَتَلُمُّ بِهـَا شَعْثِىْ، وَتُصْلِحُ بِهـَا غَابِىْ، وَتَرْفَعُ بِهـَا سَاهـِدِىْ، و تُزَ كِّىْ نِهـَا عَمَاِىْ، وَتُلْهـِمُنِىْ بِهـَا رُشْدِىْ، وَتَرُ دُّ بِهـَا أُلْفَتِىْ، و تَعْصِمُنِىْ بِهـَا مِنْ كُلَّ سُوْ ءٍ،

Tahajjud prayer benefits in Urdu

Aj hum apko namaz tahajjud ki sharayi haisiyat and Tahajjud prayer benefits in Urdu ke baare mein batayenge.

Namaz tahajjud ka waqt aadhi raat ke baad sokar uthne se shuru hota hai aur behtar yeh hai keh raat ke 6 hisse karein. Pehle teen hisse mein yani aadhi raat tak soye aur chauthe paanchwen hisse mein jaage aur namaz tahajjud padhe aur zikr waghaira kare aur phir aakhri chatte hisse mein soye.

Method Tahajjud prayer benefit in Urdu

Raat ki nafal namaz ki ek ahem namaz hai. Aur yeh namaz tahajjud hai aur wo yeh hai keh isha ke baad sojayein aur aadhi raat ke baad uthein aur nawafil padhein, sone se pehle jo kuch padhein woh tahajjud nahi, lekin jo shaks sokar uth na sakta ho woh Sone se pehle kuch nawafil padhliya kare toh usko tahajjud ka sawaab mil jayega agarche waisa sawab na hoga jo sokar uthne ke baad tahajjud padhne se hota hai. Some scholars used to complete Yaseen Surah by dividing it into 8 rakats.

Namaz tahajjud ki rakatein: Iski kam se kam do rakatein hain. Aur zyada se zyada 8 rakatein hain aur darmiyana darja chaar rakat hain, 10 aur 12 rakat tak ka bhi saboot milta hai lekin aanhazrat sallallahu a’laihi wa sallam ki aksar aadat 8 rakat padhne ki thi, aur kabhi kabhi kam zyada bhi padhi hain. Jo shaks jahajjud pabandi se padhta ho use bina majboori ke chodna makrooh hai isme koi surat padhna khas nahi hai, Hafiz ke liye behtar yeh hai keh Quran shareef ki rozana ke hisab se padha kare take chand dinon mein poora Quran majeed khatam hota rahe, jo hafiz na ho lekin badi suratein masalan Surah Baqrah, Surah Aal Imran ya Surah Yaseen waghaira yaad hon toh padha kare. Baaz mashaikh Surah Yaseen ko 8 rakat mein taqseem karke padht rahe hain.

Agar saari raat ka jaagna muyassar na ho toh jis qadar bhi hosake usi qadar shab bedari karle.

 

 

Get instant solution to your problems and diseases in light of the holy Quran and Hadith.  Online Istikhara, spiritual treatment, and courses by Amil Mohammad Yousuf Sahab.  Contact us +92-3232344555 ‘WhatsApp’

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.