Benefits of Surah Al Rahman

Benefits of Surah Al Rahman – Beauty Benefits, virtues of reading Surah Rehman Quran

This post is on Beauty of Quran and benefits of surah Al Rahman | virtues of reading surah Rahman. Yeh post Surah Rahman ke fazail barkat kamalat ke baare mein hai.


BEAUTY OF QURAN  

Today we will tell you about the blessings of one beautiful surah of Quran i.e., Surah Rahman. This is the beauty of Quran from the point of its script and its rhythm. 

BENEFITS OF SURAH AL RAHMAN

Few hadiths on benefits of Surah Al Rahman | Virtues of reading Surah Rahman are as follows:

Hazrat Ali radiallahua’nhu narrated that the Prophet peace be upon him said everything has its beauty and grace and the beauty of Quran is this Surah. (Baihaqi shareef).

VIRTUES OF READING SURAH RAHMAN

Beauty of Quran It is narrated from hazrat Fatima radiallahua’nha that the Prophet of ALLAH peace be upon him said: The recitor of Surah Waqiyah, Surah Hadeed and this Surah will be called by the name of resident of the heaven Jannat Al Firdous in worlds and skies. (Kanzul A’mmaal).

Hazrat Abi bin Kaab radiallahua’nhu narrates that the Prophet of ALLAH peace be upon him said whoever recited this Surah has thanked ALLAH for all his bounties. This Surah is beauty of Quran.

 

SURAH RAHMAN KE FAZAIL BARKAT KAMALAT

Surah Rahman k fazail barkat kamalat ibaarat aur achi tarz ke aitbaar se Quran paak ki khoobsurati hai. Kyunkeh tafseer Ibn e kaseer mein hai keh yeh Surat apne behtareen kalaam ki wajeh se Dulhan ki tarah saji huwi hai. Iski fazeelat mein ahaadith hum apko batate hain.

Hazrat Ali radiallahua’nhu se riwayat hai keh Mustafa jaan e rahmat ne irshad farmaya keh har cheez ka husn o jamal hota hai aur Quran ka husn o jamal Surah Rahman hai. (بیہقی شریف)

Hazrat Fatima radiallahua’nha se riwayat hai keh ALLAH ke Rasool irshad farmaya: Surah waqiyah, surah hadeed, aur surah Rahman ki tilawat karne wala aasmanon aur zameenon mein jannat al firdous ka rehne wale ke naam se pukara jata hai. (کنز العمال)

Hazrat Abi bin Kab radiallahua’nhu se rawayat hai keh ALLAH k Rasool irshad farmaya: Jo surah Ar Rahman padhe usne apne rab ki nematon ka shukr ada kiya. (الکشاف)

STORY

Ek baar aaqa kareem ne is surat ki tilawat ki toh sahaba khamosh the. Aap SAWW ne irshad farmaya keh tum se toh ache jin the, jab bhi woh yeh sunte toh kehte keh aye rab hum teri nematon ki nashukri nahi karte. Is surat ke fazail be shumar hain jinme se chand. Jab kbhi bhi woh yeah sunte toh kehte keh Ayein rab hum teri naimaton ki nashukri nahi karte.

Is surat ke fazail be shumar hain jinme se chaand humne apke saamne bayan kardiya. Is paak surat ki tilawat ko apna maomool banayen takeh apki pareshaniyan ALLAH is surat ki barkat se door farmade. Aameen.

Get instant solution to your problems and diseases in light of the holy Quran and Hadith.  Online Istikhara, spiritual treatment, and courses by Amil Mohammad Yousuf Sahab.  Contact us +92-3232344555 ‘WhatsApp’

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.