Jaldi shadi ka wazifa

Ruki hui Fori Jaldi shadi ka wazifa in Urdu Islam Asan

Quran Shareef mein zindagi ke har masail ka hal maujood hai aur kuch khas suratein maujood hain jo nikah ki rukawatein door karne mein aur nikah mein kamyabi hasil karne mein jald asar dikhati hain. Wo suraten darj zeel hai. Jaldi shadi ka Wazifa amal ka tareeqa is tarah hai :

  • Surah Fatiha.
  • Yaseen Shareef.
  • Surah Rahman, Surah Maryam, Surah Anfal, Surah Ahad.
  • In suraton ko wazife ke taur par rozana din mein ek martaba bhi padhlein toh kafi hai.
  • In sha ALAH tamam rukawatein door hojayengi.

Jaldi shadi ka wazifa in urdu

Amil Mohammad Yousuf Sahab, ek mustand Islami scholar aur Islami Jaldi shadi ka wazifa in urdu ke zariye ilaj ke maahir hain. Islami dua,wazifa,amal,dum,istikhara, aur taweez ke zariye rohani ilaj k liye mashoor hain. Agar apka pasand ki shaadi ka koi masla hai toh apko iska sahi hal batayenge.

Jaldi shadi ka wazifa in islam

Aap apne pasand ki shadi karna chahte hain toh is amal ko karein Jaldi shadi ka wazifa in islam

ka amal ka tareeqa darj zeel hai:

    • Nauchandi Jumuarat ko yeh wazifa shuru karein.
    • Durood-e-Shareef 11 martaba padhein
    • Surah Fatiha 13 martaba padhein.
    • Phir Surah Al-Rahman 11 martaba padhein.
    • Surah Fatiha 13 martaba padhein.
    • Phir Allah taala ke 99 Asma e husna 1 martaba padhein.
    • Surah Baqarah ki aakhri do aayaat 7 dafa padhein.
    • Phir Surah Tauba ki aakhri 2 aayaat ek dafa padhein aur dua karein.
    • In sha ALLAH maqsad poora hojayega.
    • Muraad poori hone tak is amal ko karte rahein.

Ruki hui shadi ka wazifa

Aashiq ka dil dukhta aur jalta ho aur apne mashooq ki judai mein aashiq ki jaan jati ho toh pasand ki shadi karne ki dua ka amal kare. Niyyat bilkul saaf rakhein. Ruki hui shadi ka Wazifa ka tareeka darj zeel hai :

عقرب سر زلف یا رومہ چنبر اوست ”

شیریں دھنی کہ شہد اور شکر اوست

او حسن و ملاتے کہ اندر سر اوست

” فرماں وہ وزگار فرمان بر اوست

  • Ye khaas Rooba e Hazrat Abu Alkher Reh’matullahi a’lai,  har waqt 2 din is tarah padhein keh 7 martaba ek saans mein padh liya jaaye.
  • Phir waqt e zarurat uske paaon ke neeche ki khaak laa kar rakhlein aur tanhaayi ki jagah ba’wuzu baith kar ek saans mein 7 martaba padhkar is khaak per dum karein aur kisi kaghaz mein is khaak ko rakhlein. Jab woh mashooq kahin raste mein ya aur kisi jagah mil jaaye to kisi ke zariye se uski pusht per ise chidak dein keh use khabar bhi na ho aur apne paas aane ka intezaar karein.
  • Agar woh naa aaye to dosre din phir isi tarah khaak par dum karke uske upar kisi tarah se daaldein, In Sha Allah woh khud apse apni shadi ka izhar wa iqrar karega/karegi.
Jaldi shadi ka asan wazifa
  • Jaldi shadi ka asan Wazifa ke liye rozona Surah RAHMAAN 11 martaba is tarah padhen keh.
  • Jab ”Fabi ayyi aalaa e rabbi kumaa tukadh-dhebaan” par pohunche toh isko 21 martaba dohrayen.
  • Aur is amal ke dauran paak saaf rahein aur din me 5 waqt namazon ki pabandi karte rahen.
  • Aur apne shadi ki dua bhi karein.
  • In Sha ALLAH kamyabi hasil hogi.
Fori shadi ka wazifa

Jo shaks nikah ke khwaishmand hain unke liye nikah ka amal Quran se. Agar apko lagta hai ke apke shadi me bohat rukawaten hain ya kisi ne ap par bandish ki hai toh is Fori shadi ka Wazifa amal ko karein. Yeh bohat hi mujarrab amal hai.

  • Fajr aur Isha ki namaz ke baad 3000 martaba Surah Falaq padhein.
  • Awwal wa aakhir Durood-e-Shareef 11 martaba padhein.
  • In sha ALLAH is amal ki barkat se apki muraad poori hojayegi. 

    Harr museebat ya beemari se nijat k liye Quran aur Hadis ki roshni mai pareshani ka hal haasil karein. Online Istikharah, rohani ilaj aur courses Amil Mohammad Yousuf Sahab k.  Raabte k liye +92-3232344555 ‘WhatsApp’

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.